Famous ghazal lyrics Sad Heart touching
Famous ghazal lyrics
Namaskar dosto mai hoo aapka dost Gaurav aur aak mai aapke liye lekar aaya hoo kuch behatarin aur Famous gazal lyrics in hindi. Aapko Pankaj Udas, Mirza Galib aur Ghulam Ali ki sad aur heart touching best gazals. To padhiye aur enjoy kijiye.
Is post e aapko sabhi parkar ki gazal ke lyrics padhne ko milenge. Aapko bata du ki is post me kya kya milega.
In this post you will get following content
- Famous ghazals lyrics
- Heart touching ghazal lyrics
- Ghazal lyrics of mirza ghalib
- Best ghazal lyrics in hindi
- Jagjit Singh ghazals lyrics in hindi font
- Sad ghazals lyrics
- Ghazal lyrics Gulam Ali
- Pankaj Udas ghazals lyrics
Jagjit Singh ghazals lyrics in Hindi font
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho famous ghazal lyrics - तुम इतना जो मुस्कुरा रहे हो
tum Itna jo muskura rahe hotum Itna jo muskura rahe ho
kya gum hai jisko chhupa rahe ho
kya gum hai jisko chhupa rahe ho
tum itna jo muskura rahe ho
aankhon mein nami hansi labon par
aankhon mein nami hansi labon par
kya haal hai kya dikha rahe ho
kya haal hai kya dikha rahe ho
kya gam hai jisko chhupa rahe ho
tum itna jo muskura rahe ho
ban jayenge zehar peete peete
ban jayenge zehar peete peete
ye ashq jo peete ja rahe ho
ye ashq jo peete ja rahe ho
jin zakhmon ko waqt bhar chala hai
jin zakhmon ko waqt bhar chala hai
tum kyon unhe chhedhe ja rahe ho
tum kyon unhe chhedhe ja rahe ho
kya gam hai jisko chhupa rahe ho
tum itna jo muskura rahe ho
rekhaon ka khel hai muqaddar
rekhaon ka khel hai muqaddar
rekhaon Se maat kha rahe ho
rekhaon Se maat kha rahe ho
kya gum hai jisko chhupa rahe ho
tum Itna jo muskura rahe ho
kya gum hai jisko chupa rahe ho
Baat Nikalegi To Phir Dur Talak Jaayegi famous ghazal lyrics - बात निकलेगी तो दूर तक जायेगी
baat nikalegi to phir dur talak jaayegilog bevajah udaasi kaa sabab puchhege
ye bhi puchhege ke tum itani pareshaa kyun ho
ugaliyaa uthegi sukhe hue baalo ki taraf
ek nazar dekhege guzare hue saalo ki taraf
chudiyo par bhi kai taz kiye jaayege
kaanpate haatho pe bhi fikare kase jaayege
log zaalim hai har ek baat kaa taanaa dege
baato baato me meraa zikr bhi le aayege
baato baato me meraa zikr bhi le aayege
unaki baato kaa zaraa saa bhi asar mat lenaa
varanaa chehare ki taasur se samajh jaayege
chaahe kuchh bhi ho savaalaat naa karanaa unase
mere baare me koi baat na karanaa unase
baat nikalegi to phir dur talak jaayegi
Ye Daulat Bhi Le Lo famous ghazal lyrics (Woh Kagaz Ki Kashti) - ये दौलत भी ले लो (वो कागज की कश्ती)
ye daulat bhi le lo, ye shohrat bhi le lobhale chhin lo mujhse meri jawaani
magar mujhko lauta do bachpan ka sawan
wo kagaj ki kashti, wo barish ka pani
wo kagaj ki kashti, wo barish ka pani
mohalle ki sabse nishani purani
wo budhiya jise bache kahte the nani
wo nani ki baato mein pariyo ka dera
wo chehre ki jhuriya mein sadiyo ka phera
bhulaye nahi bhul sakta hain koi
bhulaye nahi bhul sakta hain koi
wo chhoti si raate wo lambi kahani
wo chhoti si raate wo lambi kahani
kadi dhup me apne ghar se nikalna
wo chidiya wo bulbul wo titli pakadna
wo gudiya ki shadi pe ladna jhagdna
wo jhulo se girna wo gir ke sambhalna
wo pipal ke chhalo ke pyare se tohfe
wo pipal ke chhalo ke pyare se tohfe
wo tuti huyi chudiyo ki nishani
wo kagaj ki kashti, wo barish ka pani
wo kagaj ki kashti, wo barish ka pani
wo kagaj ki kashti, wo barish ka pani
Tumako Dekhaa To Ye Khayaal Aayaa, Zindagi Dhup Tum Ghanaa Saayaa famous ghazal lyrics - तुमको देखा तो ये ख्याल आया, जिन्दगी धुप तुम घना साया
tumko dekha to ye khayal aayazindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to ye khayal aaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
aaj phir dil ne ek tamanna ki
aaj phir dil ne ek tamanna ki
aaj phir dil ko hamne samajhaya
aaj phir dil ko hamne samajhaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tum chale jaaoge to sochenge
tum chale jaaoge to sochenge
hamne kya khoya, hamne kya paaya
hamne kya khoya, hamne kya paaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
ham jise gunguna nahi sakte
ham jise gunguna nahi sakte
vaqt ne aisa git kyun gaaya
vaqt ne aisa git kyun gaaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to ye khayal aaya
Hontho Se Chhu Lo Tum, Mera Geet Amar Kar Do famous ghazal lyrics - होंठों से छू लो तुम, मेरा गीत अमर कर दो
hm mm mm mm hm hm hm hm hmhonto se chhu lo tum, meraa git amar kar do - (2)
ban jaao mit mere, meree prit amar kar do
honto se chhu lo tum, meraa git amar kar do
naa umrr kee sima ho, naa janm kaa ho bandhan - (2)
jab pyaar kare koyee, toh dekhe keval mann
nayee rit chalaakar tum, yeh rit amar kar do - (2)
aakaash kaa sunaapan, mere tanaha mann me - (2)
paayal chhankaatee tum, aa jaao jivan me
saanse dekar apanee, sangit amar kar do
sangit amar kar do, meraa git amar kar do
jag ne chhina mujhase, mujhe jo bhee laga pyaara - (2)
sab jita kiye mujhase, mai har dam hee haara
tum haarke dil apana, meree jit amar kar do - (2)
honto se chhu lo tum, meraa git amar kar do
Baat Nikalegi To Phir Dur Talak Jaayegi famous ghazal lyrics - बात निकलेगी तो दूर तक जायेगी
baat nikalegi to phir dur talak jaayegilog bevajah udaasi kaa sabab puchhege
ye bhi puchhege ke tum itani pareshaa kyun ho
ugaliyaa uthegi sukhe hue baalo ki taraf
ek nazar dekhege guzare hue saalo ki taraf
chudiyo par bhi kai taz kiye jaayege
kaanpate haatho pe bhi fikare kase jaayege
log zaalim hai har ek baat kaa taanaa dege
baato baato me meraa zikr bhi le aayege
baato baato me meraa zikr bhi le aayege
unaki baato kaa zaraa saa bhi asar mat lenaa
varanaa chehare ki taasur se samajh jaayege
chaahe kuchh bhi ho savaalaat naa karanaa unase
mere baare me koi baat na karanaa unase
baat nikalegi to phir dur talak jaayegi
Chitthi Na Koyi Sandes ghazal lyrics - चिठ्ठी ना कोई संदेश
chitthi na koyi sandeshchitthi na koyi sandesh, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye
chitthi na koyi sandesh, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye
chitthi na koyi sandesh, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye, jahaan tum chale gaye
is dil pe lagaa ke thes, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye
ik aah bhari hogi hamne na suni hogi
jaate jaate tumne aawaaz to di hogi
har waqt yahin hai gham, us waqt kaha the hum
kahaan tum chale gaye
chitthi na koyi sandesh, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye, jahaan tum chale gaye
is dil pe lagaa ke thes, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye
har cheej pe ashqon se likha hai tumhaara naam
ye raste ghar galiya tumhe kar na sake salaam
haay dil mein reh gayi baat
jaldi se chhudaakar haath, kahan tum chale gaye
chitthi na koyi sandesh, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye, jahaan tum chale gaye
is dil pe lagaa ke thes, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye
ab yaadon ke kaante is dil mein chubhte hai
na dard theharta hai na aansu rukte hai
tumhe dhund raha hai pyaar, hum kaise kare ikraar
ki haan tum chale gaye
chitthi na koyi sandesh, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye, jahaan tum chale gaye
is dil pe lagaa ke thes, jaane wo kaun sa des
jahaan tum chale gaye
ho kahaan tum chale gaye
ho kahaan tum chale gaye
Jhuki Jhuki Si Nazar Beqaraar Hai Ki Nahin ghazal lyrics - झुकी झुकी सी नज़र बेकरार है के नहीं
jhuki jhuki si nazar beqarar hai ke nahijhuki jhuki si nazar beqarar hai ke nahi
daba daba sa sahi dil me pyar hai ke nahi
jhuki jhuki si nazar
tu apne dil ki javan dhadakano ko gin ke bata
tu apne dil ki javan dhadakano ko gin ke bata
meri tarah tera dil beqarar hai ki nahi
daba daba sa sahi dil me pyar hai ki nahi
jhuki jhuki si nazar
vo pal ke jis me mohabbat javan hoti hai
vo pal ke jis me mohabbat javan hoti hai
us ek pal ka tujhe intazar hai ki nahi
daba daba sa sahi dil me pyar hai ki nahi
jhuki jhuki si nazar
teri ummid pe thukara raha hu duniya ko
teri ummid pe thukara raha hu duniya ko
tujhe bhi apne pe ye aitabar hai ki nahi
daba daba sa sahi dil me pyar hai ki nahi
jhuki jhuki si nazar
Hosh Walo Ko Kabar Kya Bekudi Kya Chiz Hai ghazal lyrics - होश वालो को खबर क्या बेखुदी क्या चीज है
hosh vaalo ko khabar kyaa bekhudi kyaa chij hai
hosh vaalo ko khabar kyaa bekhudi kyaa chij hai
ishq kijiye phir samajhiye,ishq kijiye phir samajhiye
jindagi kyaa chij hai
hosh vaalo ko khabar kyaa bekhudi kyaa chij hai
unase najare kyaa mili roshan fijaaye ho gayi
unase najare kyaa mili roshan fijaaye ho gayi
aaj jaanaa pyaar ki jaadugari kyaa chij hai
aaj jaanaa pyaar ki jaadugari kyaa chij hai
ishq kijiye phir samajhiye,ishq kijiye phir samajhiye
jindagi kyaa chij hai
khulati julfo ne sikhaai mausamo ko shaayari
khulati julfo ne sikhaai mausamo ko shaayari
jhukati aankho ne bataayaa maikashi kyaa chij hai
jhukati aankho ne bataayaa maikashi kyaa chij hai
ishq kijiye phir samajhiye,ishq kijiye phir samajhiye
jindagi kyaa chij hai
ham labo se kah na paaye unase haal-e-dil kabhi
ham labo se kah na paaye unase haal-e-dil kabhi
aur vo samajhe nahi ye khaamoshi kyaa chij hai
aur vo samajhe nahi ye khaamoshi kyaa chij hai
ishq kijiye phir samajhiye,ishq kijiye phir samajhiye
jindagi kyaa chij hai
Koi Ye Kaise Bataa Ye Ke Vo Tanhaa Kyon Hain ghazal lyrics - कोई ये कैसे बताये के वो तन्हा क्यों है
koi ye kaise bataye ke vo tanha kyu hai
vo jo apna tha vohi aur kisi ka kyu hai
yahi duniya hai to phir aisi ye duniya kyu hai
yahi hota hai to aakhir yahi hota kyu hai
ek zara hath badha, de to pakadale daman
uske sine me sama jaye hamari dhadakan
itani kurbat hai to phir fasala itana kyu hai
dil-e-barbad se nikala nahi ab tak koi
ek lute ghar pe diya karta hai dastak koi
aas jo tut gayi phir se bandhata kyu hai
tum masarrat ka kaho ya ise gam ka rishta
kahte hai pyar ka rishta hai janam ka rishta
hai janam ka jo ye rishta to badalta kyu hai
Heart touching ghazal lyrics
Agar Hum Kahe Aur Wo Muskrade ghazal lyrics - अगर हम कहें और वो मुस्कुरा दे
agar hum kahe aur wo mushkura de
hum unke liye zindgani luta de
har ik mod par hum gamon ko saza de
chalo zindagi ko mohabbat bana de
agar khud ko bhule to kuch bhi na bhule
ke chaahat mein unki khuda ko bhula de
kabhi gam ki aandhi jinhe chu na paaye
wafa ke hum wo nashe-man bana de
qayamat ke diwaane kehte hai humse
chalo unke chehre se parda hata de
saza de silaa de bana de mita de
magar wo koi fiaslaa to suna de
Na Tha Kuch To Khuda Tha Famous ghazal lyrics - ना था कुछ तो खुदा था
na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
duboya mujhko hone ne, na hota main to kya hota
hua jab ghum se yu bebas, to ghum kya sar ke katne ka
hua jab ghum se yu bebas, to ghum kya sar ke katne ka
na hota agar juda tan se, to jaano par dhara hota
huyi muddat ke gaalib mar gaya par yaad aata hai
huyi muddat ke gaalib mar gaya par yaad aata hai
wo har ek baat per kahna ke yu hota to kya hota
Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani ghazal lyrics - वो कागज की कश्ती वो बारिश का पानी
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
bhale chin lo mujhse meri jawani
magar mujhko lauta do bachpan ka sawan
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
bhale chin lo mujhse meri jawani
magar mujhko lauta do bachpan ka sawan
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
mohalle ki sabse nishani purani
wo budhiya jise bachche kehte the nani
wo nani ki baato me pariyo ka dera
wo chehre ke jhuriyo me sadiyo ka phera
bhulaaye nahi bhul saqta hai koi
wo choti si raate wo lambi kahani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
kadi dhup me apne ghar se nikalna
wo chidiya wo bulbul wo thithli pakadna
wo gudiya ki shaadi pe ladna jhagadna
wo jhulo se girna, wo gir ke sambhalna
wo pithal ke challo ke pyaare se tofe
wo tuti hui chudiyo ki nishaani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
kabhi ret ke uche tilo pe jana
gharode banana, banaake mitana
wo maasum chahat ki tasvir apni
wo khwabo khilu ki tabir jagir apni
na duniya ka gham tha na rishto ke bandhan
badi khubsurat thi wo zindgani
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
bhale chin lo mujhse meri jawani
magar mujhko lauta do bachpan ka sawan
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani
Der Lagi Aane Men Tumko Shukar Hai Phir Bhi Aaye To ghazal lyrics - देर लगी आने में तुमको शुक्र है फिर भी आ तो
der lagi aane me tumko
shukr hai phir bhi aaye to
shukr hai phir bhi aaye to
der lagi aane me tumko
shukr hai phir bhi aaye to
shukr hai phir bhi aaye to
aas ne dil ka saath na chhoda
aas ne dil ka saath na chhoda
waise hum ghabraaye to
waise hum ghabraaye to
der lagi aane me tumko
shafaq dhanak mahtaab ghataye
taare nagme bijli phool
shafaq dhanak mahtaab ghataye
taare nagme bijli phool
us daaman me kya kya kuch hai
kya kya kuch hai
shafaq dhanak mahtaab ghataye
taare nagme bijli phool
us daaman me kya kya kuch hai
wo daaman haath me aaye to
wo daaman haath me aaye to
wo daaman haath me aaye to
wo daaman
jhuth hai sab, jhuth hai sab
taarikh humesha apne ko dohraati hai
jhuth hai sab, jhuth hai sab
taarikh humesha apne ko dohraati hai
jhuth hai sab, jhuth hai sab
taarikh humesha apne ko dohraati hai
achaa mera khwab e jawaani
thoda sa dohraaye to
thoda sa dohraaye to
thoda sa dohraaye to
der lagi aane me tumko
shukr hai phir bhi aaye to
shukr hai phir bhi aaye to
der lagi aane me tumko
suni sunayi baat nahi hai
suni sunayi baat nahi hai
apne upar beeti hai
suni sunayi baat nahi hai
suni sunayi baat nahi hai
apne upar beeti hai
phul nikalte hain sholo se
phul nikalte hain sholo se
chahat aag lagaye to
chahat aag lagaye to
chaahat aag lagaye to
der lagi aane me tumko
shukr hai phir bhi aaye to
shukr hai phir bhi aaye to
der lagi aane me tumko
Sachhi Baat Kahi Thi Maine ghazal lyrics - सच्ची बात कही थी मैंने
sachi baat kahi thi maine
sachi baat kahi thi maine
logo ne suli pe chadhaya
mujhko zahar ka zaam pilaya
phir bhi unko chain na aaya
sachi baat kahi thi maine
sachi baat kahi thi maine
leke jaha bhi waqt gaya hai
zulm mila hai zulm saha hai
sach ka ye inaam mila hai
sachi baat kahi thi maine
sabse behtar kabhi na banna
jag ke rahbar kabhi na banna
peer payambar kabhi na banna
sachi baat kahi thi maine
sachi baat kahi thi maine
chup rah kar hi waqt guzaro
sach kahne pe jaan mat waro
kuch to seekho mujhse yaaro
sachi baat kahi thi main
Sunte Hai Ke Mil Jati Hai Har Cheez Dua Se ghazal lyrics - सुनते है के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से
sunte hai ke mil jati hai har chiz dua seek roz tumhe mang ke dekhege khuda se
ek roz tumhe mang ke dekhege khuda se
duniya bhi mili hai gume duniya bhi mila hai
duniya bhi mili hai gume duniya bhi mila hai
woh kyu nahi milta jise manga tha khuda se
sunte hai ke mil jati hai har chiz dua se
ek roz tumhe mang ke dekhege khuda se
aayene me wo apni ada dekh rahe hai
aayene me wo apni ada dekh rahe hai
mar jaaye ke jee jaye koi unki bala se
sunte hai ke mil jati hai har chiz dua se
ek roz tumhe mang ke dekhege khuda se
Hum To Hai Pardes Me ghazal lyrics - हम तो है परदेश मे देश मे निकला होगा चाँद
hum to hai pardes me desh me nikla hoga chandhum to hai pardes me desh me nikla hoga chand
apni rat ki chat par kitna tanha hoga chand ho
hum to hai pardes me desh me nikla hoga chand
jin aankho ne kajal ban kar tairi kali rat ho
un aankho me aasu ka ek katra hoga chand ho
hum to hai pardes me desh me nikla hoga chand
rat ne aisa pech lagaya tuti hath se dor ho
aangan wale neem me jakar atka hoga chand ho
hum to hai pardes me desh me nikla hoga chand
chand bina har din yu bita jaise yug bite ho
mere bina kis hal me hoga kaisa hoga chand ho
hum to hai pardes me desh me nikla hoga chand
apni rat ki chat par kitna tanha hoga chand ho
hum to hai pardes me desh me nikla hoga chand ho
Lyrics of Hazaro Khwahishe Aisi ghazal lyrics - हजारों ख्वाहिशे ऐसी
hazaro khwahishe aisi ki har khwahish pe dam nikle
bahut nikle mere arman lekin fir bhi kam nikle
nikalna kuldish aadam ka sunte aaye hai lekin
bahut be aabru hokar tere kuche se hum nikle
mohabbat me nahi hai farq jine or marne ka
mohabbat me nahi hai farq jine or marne ka
usi ko dekh kar jite hai jis kafil pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi ki har khwahish pe dam nikle
bahut nikle mere arman lekin fir bhi kam nikle
khuda ke waste parda nakab ise utha jalim
khuda ke waste parda nakab ise utha jalim
kahi aisa na ho ye bhi wahi kafil sanam nikle
kaha maykhane ka darwaja galib or kaha wahiz
kaha maykhane ka darwaja galib or kaha wahiz
par itna jante hai kal wo jata tha ki hum nikle
hazaro khwahishe aisi ki har khwahish pe dam nikle
bahut nikle mere arman lekin fir bhi kam nikle
Dost Ban Ban Ke Mile Mujhako Mitaane Vaale ghazal lyrics - दोस्त बन बन के मिले मुझको मिटाने वाले
dost ban ban ke mile mujhko mitane wale
maine dekhe hai kai rang badalne wale
dost ban ban ke mile mujhko mitane wale
tumne chup rahke sitam aur bhi dhaya mujhpar
tumse acche hain mere haal pe hansne wale
tumse acche hain mere haal pe hansne wale
main to ikhlaaq ke hatho hi bika karta hu
main to ikhlaaq ke hatho hi bika karta hu
aur hoge tere baazar me bikne wale
akhiri baar salaam e dil e mustar le lo
phir na lautege shab e hizr pe rone wale
dost ban ban ke mile mujhko mitane wale
Lyrics of Huzur Aap Ka Bhi Ehtaram Karta Chalu ghazal lyrics - हुजुर आपका भी
huzur apka bhi
huzur apka bhi ehatram karta chalu
idhar se guzra
idhar se guzra tha socha salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
karta chalu
nigaah-e-dil ki akhiri yahi tamanna hai
nigaah-e-dil ki akhiri yahi tamanna hai
akhiri yahi tamanna hai
nigaah-e-dil ki akhiri yahi tamanna hai
tumhari zulf
tumhari zulf ke saye me sham karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
unhe ye zid ki mujhe dekh kar kisi ko na dekh
unhe ye zid ki mujhe dekh kar kisi ko na dekh
mera ye shauq ki sab se salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
idhar se guzra tha socha salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
ye mere khwabo ki duniya nahi sahi lekin
ye mere khwabo ki duniya nahi sahi lekin
ab aa gaya hu to do din kayam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
idhar se guzra tha socha salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
Koi Fariyad Tere Dil Me Dabi Ho Jaise famous ghazal lyrics - कोई फ़रियाद तेरे दिल में दबी हो जैसे
koi fariyad tere dil me dabi ho jaise
koi fariyad tere dil me dabi ho jaise
tune aankho se koi baat kahi ho jaise
jagte jagte ik umar kati ho jaise
jagte jagte ik umar kati ho jaise
jaan baki hai magar sans ruki ho jaise
har mulakat pe mehsus yahi hota hai
har mulakat pe mehsus yahi hota hai
mujhse kuch teri najar puchh rahi ho jaise
rah chalte huye aksar rukna hota hai
rah chalte huye aksar ye guma hota hai
wo najar chhup ke mujhe dekh rahi ho jaise
wo najar chhup ke mujhe dekh rahi ho jaise
ek lamhe me simat aaya hai sadiyo ka safar
ek lamhe me simat aaya hai sadiyo ka safar
jindagi tej bahut tej chali ho jaise
jindagi tej bahut tej chali ho jaise
kis tarah pehru tujhe sochta rehta hu mai
kis tarah pehru tujhe sochta rehta hu mai
meri har sans tere naam likhi ho jaise
meri har sans tere naam likhi ho jaise
koi fariyad tere dil me dabi ho jaise
tune aankho se koi baat kahi ho jaise
jagte jagte ik umar kati ho jaise
jaan baki hai magar sans ruki ho jaise
Lyrics of Har Taraf Har Jagah Beshumaar Aadami - हर तरफ़ हर जगह बेशुमार आदमी
har taraf har jagah beshumaar aadami
har taraf har jagah beshumaar aadami
dono: phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadami
subah se shaam tak bojh dhotaa hua
subah se shaam tak bojh dhotaa hua
apani hi laash ka khud mazaar aadami
har taraf bhaagate daudate raaste
har taraf aadami ka shikaar aadami
roz jitaa hua roz marataa hua
roz jitaa hua roz marataa hua
har nayi din nayaa itazaar aadami
zindagi ka muqaddar safar dar safar
zindagi ka muqaddar safar dar safar
dono: aakhiri saans tak beqaraar aadami
Aao Mil Jaaen Ham Sugandh Aur Suman Ki Tarah ghazal lyrics - आओ मिल जाएं हम सुगंध और सुमन की तरह
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarahaao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
ek ho jae chalo jaan aur badan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
ek ho jae chalo jan aur badan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
dil ke mandir me saja rakhi hai murat teri
mere jine ki to surat hai ye surat teri
dil ke mandir me saja rakhi hai murat teri
mere jine ki to surat hai ye surat teri
rat din sath rahe rat din sath rahe
sine me dhadakan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
ek ho jae chalo jaan aur badan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
ek jivan ki khushi tumane di ik ik pal me
bhar diya sare jag kaa pyar mere anchal me
ek jivan ki khushi tumane di ik ik pal me
bhar diya sare jag kaa pyaar mere anchal me
pyar ka ek bhi pal
pyar ka ek bhi pal pyara hai jivan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
ek ho jae chalo jan aur badan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
Lyrics of Sarakati Jaaye Rukh Se Naqaab Aahistaa Aahistaa ghazal lyrics - सरकती जाए रुख से नकाब आहिस्ता आहिस्ता
sarakati jaaye hai rukh se naqaab aahistaa aahistaa
nikalataa aa rahaa hai
aafataab aahistaa aahistaa
javaa hone lage jab vo to hamase kar liyaa paradaa haya
haya yakalakht aai haya haya yakalakht aai
aur shabaab aaya aahistaa aahistaa
savaal-e-vasal par
savaal-e-vasal par unako udu kaa khauf hai itanaa
savaal-e-vasal par unako udu kaa khauf hai itanaa
dabe hotho se dete hai javaab aahistaa aahistaa
dabe hotho se dete hai javaab aahistaa aahistaa
sarakati jaaye hai rukh se naqaab aahistaa aahistaa
aahistaa aahistaa aahistaa aahistaa
Best ghazal lyrics in hindi
Kiya Hai Pyar Jise Jindagi Ki Tarah famous ghazal lyrics - किया है प्यार जिसे हमने जिन्दगी की तरह
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
kise khabar thi badhegi kuch aur tariqi
kise khabar thi badhegi kuch aur tariqi
chupega wo kisi badli mein chandni ki tarah
wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
badha ke pyaas meri usne hath chhod diya
badha ke pyaas meri usne hath chhod diya
wo kar raha tha muravvat dillagi ki tarah
wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna
sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna
qabul humne kiye jiske gam khushi ki tarah
wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
kabhi na socha tha humne qatil uske liye
kabhi na socha tha humne qatil uske liye
karega hum pe sitam wo bhi har kisi ki tarah
wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
humne zindagi ki tarah
humne zindagi ki tarah
Wo Dil Hi Kya Jo Tere Milne Ki Dua Na Kare - वो दिल ही क्या जो तेरे मिलने की दुआ ना करे
wo dil hi kya
wo dil hi kya tere milane ki
wo dil hi kya tere milane ki jo dua na kare
mai tujh ko bhul ke zinda rahu
mai tujh ko bhul ke zinda rahu khuda na ksre
mai tujh ko bhul ke zinda rahu khuda na ksre
wo dil hi kya tere milane ki jo dua na kare
rahega sath tera pyaar jindagi bankar
ye aur baat ye aur baat meri jindagi wfa na kare
ye aur baat meri jindagi wfa na kare
mai tujh ko bhul ke zinda rahu
mai tujh ko bhul ke zinda rahu khuda na ksre
ye thik nahi marta koi judai mein
ye thik nahi marta koi judai mein
ye thik hai
ye thik nahi marta koi judai mein
khuda kisi ko kisi se kabhi juda na kare
khuda kisi ko kisi se kabhi juda na kare
khuda kisi ko kisi se kabhi juda na kare
suna hai usko mohabbat doaaye deti hai
suna hai usko mohabbat doaaye deti hai
jo dil pe chot to khaye magar gila na kere
jo dil pe chot to khaye magar gila na kere
wo dil hi kya tere milane ki jo dua na kare
Lyrics of Chand Bhi Dekha Phul Bhi Dekha ghazal lyrics - चाँद भी देखा फूल भी देखा
chand bhi dekha, phul bhi dekhabadal, bijli, titli, jugnu
koi nahi hai aisa
tera husn hai jaisa
tera husn hai jaisa
meri nigah ne, ye kaisa khaab dekha hai
jami pe chalta hua maahtab dekha hai
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
kiska chehra, kiska chehra ab mai dekhu
tera chehra dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
nind bhi dekhi, khaab bhi dekha
nind bhi dekhi, khaab bhi dekha
chudi, bindiya, darpan, khushbu
koi nahi hai aisa
tera pyar hai jaisa
ha tera pyar hai jaisa
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
kiska chehra, kiska chehra ab mai dekhu
tera chehra dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
rang bhi dekha, rup bhi dekha
rang bhi dekha, rup bhi dekha
rasta, manjil, sahil, mehfil
koi nahi hai aisa
tera sath hai jaisa
ho tera sath hai jaisa
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
kiska chehra, kiska chehra ab mai dekhu
tera chehra dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
Best of Mukesh songs list Mukesh old sad songs
bahut khubsurat aankhe tumhari
bana dijiye inko kismat humari
use aur kya chahiye zindagi me
jise mil gayi hai mohababt humari
Lyrics of Hanth Chute Bhi To ghazal lyrics - हाथ छूटें भी तो
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karatehaath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
waqt ki shaakh se
waqt ki shaakh se lamhe nahi tuta karate
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
jisne pairo ke nishaan bhi nahi chhode pichhe
jisne pairo ke nishaan bhi nahi chhode pichhe
uss musaafir ka
uss musaafir ka pata bhi nahi puchha karate
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
tune aawaaj nahi di kabhi mudakar warna
tune aawaaj nahi di kabhi mudakar warna
hum kayi sadiya
hum kayi sadiya tujhe ghum ke dekha karate
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
beh rahi hai teri jaanib hi jameen pairo ki
beh rahi hai teri jaanib hi jameen pairo ki
thak gaye daudate
thak gaye daudate dariyaao ka pichha karate
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
waqt ki shaakh se
waqt ki shaakh se lamhe nahi tuta karate
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
Lyrics of Badi Naazuk Hai Ye Manzil ghazal lyrics - बड़ी नाज़ुक है ये मंज़िल
badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar haibadi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
dhadak aahista se, ae dil
dhadak aahista se, ae dil
dhadak aahista se ae dil, mohabbat ka safar hai
badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
koyi sun le na ye qissa, bahot darr lagta hai
koyi sun le na ye qissa, bahot darr lagta hai
magar darr hi se kya haasil
magar darr hi se kya haasil
magar darr hi se kya haasil mohabbat ka safar hai
badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
bataana bhi nahin aasaan, chhupaana bhi kathhin hai
bataana bhi nahin aasaan, chhupaana bhi kathhin hai
khud aaya kis qadar mushkil
khud aaya kis qadar mushkil
mohabbat ka safar hai
khud aaya kis qadar mushkil mohabbat ka safar hai
badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai
Sad ghazals lyrics
Lyrics of Us Mod Se Shuru Kare Phir Ye Zindagi ghazal lyrics - उस मोड़ से शुरू करे फिर ये जिंदगी
uss mod se shuru kare phir ye zindagiuss mod se shuru kare phir ye zindagi
har shay jaha haseen thi, hum tum the ajnabi
uss mod se shuru kare phir ye zindagi
lekar chale the hum jinhe jannat ke khwaab the
phulo ke khwab the wo mohabbat ke khwab the
lekin kaha hai unme wo pehle see dilkashi
uss mod se shuru kare phir ye zindagi
rehte the hum haseen khayaalo ki bheed me
uljhe huye hain aaj sawaalon ki bheed me
aane lagi hai yaad wo fursat ki har ghadi
uss mod se shuru kare phir ye zindagi
shaayad ye waqt humse koi chaal chal gaya
rishta wafa ka aur hi rangon me dhal gaya
ashko ki chandini se thee behtar wo dhup hi
uss mod se shuru kare phir ye zindagi
Lyrics of Chullhe Agg Na Ghade Vichch Paani famous ghazal lyrics - ओ किस वलयाँ क्या ओय मजनू
chulle aug na ghade de wichchulle aug na ghade de wich pani
o chade yandi junhi kudi
o chade yandi junhi kudi
oye rabba sandi di bi bana de koi rani
laralappa laralappa laayi rakkda
addiyappa addiyappa layi rakda
kam kar kar de jadhobi karun aayida
mar mar phunka chulle vich thak jayida
roti paindi yeh kachchi pilli khani
o chade yandi junhi kudi
oye rabba sandi di bi bana de koi rani
o chade yandi junhi kudi
laralappa laralappa laayi rakkda
addiyappa addiyappa laayi rakda
dasiye kahani di pachadyanke dil di
sanu tagavande to aankh bi na mil di
je chade ni ma mar jave
o kalla baita sog manavei
the koi janaani dardiyonde kar pitto na aave
dasiye kahani di pachadyanke dil di
sanu tagavande to aanke bi na mil di
o sade lad bi tu laade kanj kani
o chade yandi junhi kudi
oye rabba sandi di bi bana de koi rani
o chade yandi junhi kudi
iko ik vaati rabba chadeyanu mangta
saanu na kayal rakda gore kale rang da
chahe nami hove chahe ho koi purani
o chade yandi junhi kudi
uuye rabba sandi di bi bana de koi rani
o chade yandi junhi kudi
Chullhe Agg Na Ghade Vichch Paani ghazal lyrics - ओ किस वलयाँ क्या ओय मजनू
chulle aug na ghade de wichchulle aug na ghade de wich pani
o chade yandi junhi kudi
o chade yandi junhi kudi
oye rabba sandi di bi bana de koi rani
laralappa laralappa laayi rakkda
addiyappa addiyappa layi rakda
kam kar kar de jadhobi karun aayida
mar mar phunka chulle vich thak jayida
roti paindi yeh kachchi pilli khani
o chade yandi junhi kudi
oye rabba sandi di bi bana de koi rani
o chade yandi junhi kudi
laralappa laralappa laayi rakkda
addiyappa addiyappa laayi rakda
dasiye kahani di pachadyanke dil di
sanu tagavande to aankh bi na mil di
je chade ni ma mar jave
o kalla baita sog manavei
the koi janaani dardiyonde kar pitto na aave
dasiye kahani di pachadyanke dil di
sanu tagavande to aanke bi na mil di
o sade lad bi tu laade kanj kani
o chade yandi junhi kudi
oye rabba sandi di bi bana de koi rani
o chade yandi junhi kudi
iko ik vaati rabba chadeyanu mangta
saanu na kayal rakda gore kale rang da
chahe nami hove chahe ho koi purani
o chade yandi junhi kudi
uuye rabba sandi di bi bana de koi rani
o chade yandi junhi kudi
Lyrics of Tera Chehra Hai Aaine Jaisa ghazal lyrics - तेरा चेहरा हैं आईने जैसा
tera chehra hai aaine jaisatera chehra hai aaine jaisa
kyun na dekhu hai dekhne jaisa
tera chehra hai aaine jaisa
tum kaho to main puchh lu tumse
tum kaho to main puchh lu tumse
hai sawal ek puchhne jaisa
hai sawal ek puchhne jaisa
hai sawal ek puchhne jaisa
tera chehra hai aaine jaisa
dost mil jayenge kayi lekin
dost mil jayenge kayi lekin
dost mil jayenge kayi lekin
na milega koi mere jaisa
na milega koi mere jaisa
tera chehra hai aaine jaisa
tum achanak mile the jab pahle
tum achanak mile the jab pahle
tum achanak mile the jab pahle
pal nahi hai wo bhulne jaisa
pal nahi hai wo bhulne jaisa
tera chehra hai aaine jaisa
Lyrics of Mere Jaise Ban Jaoge Jab Ishq Tumhe Ho Jayega
mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayegadiwaro se takraaoge jab ishq tumhe ho jayega
har baat gawaara kar loge mannat bhi ukara loge
tabije bhi bandhwaaoge jab ishq tumhe ho jayega
aayine se ghabraoge jab ishq tumhe ho jayega
jab suraj bhi kho jayega aur chaand kahin so jayega
tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhe ho jayega
bechaini jab badh jayegi aur yaad kisi ki ayegi
tum meri ghazale gaoge jab ishq tumhe ho jayega
Ye Faasale Teri Galiyon Ke ghazal lyrics - ये फ़ासले तेरी गलियों के
ye faasale teri galiyo ke hamase tay na huehazaar baar ruke ham hazaar baar chale
hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
na jaane kaun si matti watan ki matti thi
na jaane kaun si matti watan ki matti thi
nazar me dhul jigar me liye gubaar chale
hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
ye kaisi sarahade ulajhi hui hai pairo me
ye kaisi sarahade ulajhi hui hai pairo me
ham apane ghar ki taraf uth ke baar baar chale
hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
Lyrics of Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke ghazal lyrics - तेरे आने की जब खबर महके
tere aane ki jab khabar mahketere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
sham mahke tere tasavvur se
sham mahke tere tasavvur se
sham ke baad phir sahar mahke
sham ke baad phir sahar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
raat bhar sochta raha tujhko
raat bhar sochta raha tujhko
zahan-o-dil mere raat bhar mahke
zahan-o-dil mere raat bhar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
yaad aaye to dil munavvar ho
yaad aaye to dil munavvar ho
did ho jaye to najar mahke
did ho jaye to najar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
wo ghadi do ghadi jaha baithe
wo ghadi do ghadi jaha baithe
wo jami mahke wo shajar mahke
wo jami mahke wo shajar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
Ghazal lyrics Ghulam Ali
Badi Hasin Raat Thi famous ghazal lyrics - बड़ी हसीन रात थी
charag aaftaab gum, badi hasin raat thicharag aaftaab gum, badi hasin raat thi
shabab ki nakaab gum, badi hasin raat thi
charag aaftaab gum, badi hasin raat thi
mujhe pila rahe the wo
ki khud hi shamma bujh gayi
mujhe pila rahe the wo
ki khud hi shamma bujh gayi
gilaas gum, sharaab gum, badi hasin raat thi
charag aaftaab gum, badi hasin raat thi
likha tha jis kitaab me, ke ishq to haraam hai
likha tha jis kitaab me, ke ishq to haraam hai
huyi wahi kitaab gum, badi hasin raat thi
charag aaftaab gum, badi hasin raat thi
labon se lab jo mil gaye, labon se lab hi sil gaye
labon se lab jo mil gaye, labon se lab hi sil gaye
sawaal gum, jawaab gum, badi hasin raat thi
charag aaftaab gum, badi hasin raat thi
shabab ki nakaab gum, badi hasin raat thi
charag aaftaab gum, badi hasin raat thi
Chupake Chupake Raat Din Aansu Bahaana Yaad Hai ghazal lyrics - चुपके चुपके रात दिन, आँसू बहाना याद है
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad haichupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
hamko ab tak aashiqi ka wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
tujhse milte hi wo kuchh bebaak ho jaana mera
tujhse milte hi wo kuchh bebaak ho jaana mera
aur tera daanto mein wo ungli dabaana yaad hai
hamko ab tak aashiqi ka wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
chori chori hamse tum aa kar mile the jis jagah
chori chori hamse tum aa kar mile the jis jagah
muddatein gujrin par ab tak wo thikaana yaad hai
hamko ab tak aashiqi ka wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
khainch lena wo mera parde ka kona dafatan
khainch lena wo mera parde ka kona dafatan
aur dupatte se tera wo munh chhupaana yaad hai
hamko ab tak aashiqi ka wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
dopahar ki dhup mein mere bulaane ke liye
dopahar ki dhup mein mere bulaane ke liye
wo tera kothe pe nange paanv aana yaad hai
hamko ab tak aashiqi ka wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Lyrics of Yaad Yaad Bus Yaad Reh Jati Hai - याद याद बस याद रह जाती है
tadap yeh ishk ki dil se kabhi nahi jatiki jan de dekar bhi divangi nahi jati
najane woh kaunsi dunia hai woh mere rabba
jaha se lautke koyi sada nahi aati
ishk me toh har chij mit jati hai
bekrari bankar hame tadpati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
ishk me toh har chij mit jati hai
ishk me toh har chij mit jati hai
bekrari bankar hame tadpati ha
bekrari bankar hame tadpati ha
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
woh teri yad woh teri yad yad
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
karke tanha yeh jindagani kyu gayi chhod ke kahani
abb yeh aansu piya naa jaye bin tere abb jiya naa jaye
dard se tutti meri sanse jakhm dil ka siya na jaye
dard se tutti meri sanse jakhm dil ka siya na jaye
aaja aaja meri wafa tujhe bulati hai
aaja aaja meri wafa tujhe bulati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad bus yad reh jati hai
woh teri yad woh teri yad yad
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad bus yad reh jati hai
yad me dekho bana hai yeh hasin tajmahal
yad me koi likhe shamo sehar shokh ghajal
yad me dekho bana hai yeh hasin tajmahal
yad me koi likhe shamo sehar shokh ghajal
dil ke dariya me khilta hai khwabo ka kamal
yad aate hai hamesha woh gujre huye pal
tu nahi hai teri yade mujhe satati hai
tu nahi hai teri yade mujhe satati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
ishk me toh har chij mit jati hai
bekrari bankar hame tadpati hai
ishk me toh har chij mit jati hai
bekrari bankar hame tadpati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
woh teri yad woh teri yad yad
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
yad yad yad, bus yad reh jati hai
Woh Kabhee Mil Jaye Toh Kya Kijiye ghazal lyrics - वो कभी मिल जायें तो क्या कीजिये
wo kabhi mil jaye to kya kijiyewo kabhi mil jaye to kya kijiye
raat din surat ko dekha kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
chandani raato me ik ik phul ko
chandani raato me ik ik phul ko
bekhudi kahti hai sajda kijiye
bekhudi kahti hai sajda kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
jo tamannabar na aaye umar bhar
jo tamannabar na aaye umar bhar
umrr bhar uski tamanna kijiye
umrr bhar uski tamanna kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
ishk ki ranginiyo me dub kar
ishk ki ranginiyo me dub kar
chandani raato me roya kijiye
chandani raato me roya kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
hum hi uske ishk ke kabil na the
hum hi uske ishk ke kabil na the
kyun kisi jalim ka shikwa kijiye
kyun kisi jalim ka shikwa kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
raat din surat ko dekha kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
wo kabhi mil jaye to kya kijiye
Itnee Muddat Bad Mile Ho ghazal lyrics
tej hawa ne mujhse pucha, ret pe kya likhte rahte ho
kaun see bat hai tumme aaise, itnee achchee kyun lagte ho
hamse naa pucho hijr kisse, apnee koho abb tum kaise ho
Pankaj Udhas ghazals lyrics
Lyrics of Niklo Naa Benakab Jamana Kharab Hai - निकलो ना बेनकाब जमाना खराब है
beparda najar ayi jo kal chand biwiya
akbar jamin me gairat koni se gad gaya
pucha jo maine apka parda wo kya hua
kehne lagi ke akal pe mardo ke pad gaya
niklo na benakab
niklo na benakab jamana kharab hai
niklo na benakab jamana kharab hai
aur uspe ye shabab jamana kharab hai
sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye
sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye
sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye
sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye
kya honge ham kharab jamana kharab hai
niklo na benakab jamana kharab hai
rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me
rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me
rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me
rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me
kehte na the janab jamana kharab hai
niklo na benakab jamana kharab hai
jamana kharab hai jamana kharab hai
jamana kharab hai
Lyrics of Ek Taraf Uskaa Ghar - ऐ गमे जिन्दगी ऐ गमे जिन्दगी
ae game jindagi ae game jindagikuchh to de mashwara
ae game jindagi kuchh to de mashwara
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
main kaha jaau hota nahi faisala
main kaha jaau hota nahi faisala
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hain
Ek taraf bam par koyee gulphaam hain
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hain
Dil kaa dono se hain kuchh naa kuchh hain wasta
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
uske dar se utha to kidhar jaunga
maikada chhod dunga to main marr jaunga
uske dar se utha toh kidhar jaunga
maikada chhod dunga to main marr jaunga
uske dar se utha to kidhar jaunga
maikada chhod dunga to main marr jaunga
Sakht mushkil me hu kya karu ae khuda
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
jindagi ek hain aur talabgar do jan
Akeli magar jaan ke hakdaar do
jindagi ek hain aur talabgar do jan
Akeli magar jaan ke hakdaar do
Dil bata pehele kiska karu hak ada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Iss taaluk ko main kaese todu jafar
Kisko apnau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kaese todu jafar
Kisko apnau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kaese todu jafar
Kisko apnau main kisko chhodu jafar
Meraa dono se rishta hain najdik kaa
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
ae game jindagi kuchh toh de mashwara
ae game jindagi kuchh toh de mashwara
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
main kaha jaau hota nahi faisala
main kaha jaau hota nahi faisala
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Lyrics of Mai Nashe Me Hu - ठुकराओ, ठुकराओ या अब के प्यार करो, ठुकराओ
thukrao, thukrao ya ab ke pyar karo, thukraothukrao ya ab ke pyar karo
main nashe hu
thukrao, ho thukrao
thukrao ya ab ke pyar karo
main nashe hu
jo chaho mere yaar karo
main nashe hu
jo chaho mere yaar karo
main nashe hu
thukrao, thukrao ya ab ke pyar karo
main nashe hu
ab bhi dila raha hu
ab bhi dila raha hu
yakin-e-wafa-magar
ab bhi dila raha hu
ab bhi dila raha hu
ab bhi dila raha hu
ab bhi dila raha hu
yakin-e-wafa-magar
mera na etbaar karo
main nashe hu
mera na etbaar karo
main nashe hu
thukrao, thukrao ya ab ke pyar karo
main nashe hu
girne do, girne do tum mujhe
mera sagar sambhal lo
girne do tum mujhe
mera sagar sambhal lo
girne do, girne do, girne do
girne do, girne do, girne do
girne do tum mujhe
mera sagar sambhal lo
itna to mere yaar karo
main nashe hu
itna to mere yaar karo
main nashe hu
fir bekhudi me had se guzarne laga hu main
fir bekhudi me had se guzarne laga hu main
fir bekhudi me had se guzarne laga hu main
fir bekhudi, fir bekhudi me had se guzarne laga hu main
itna na mujhse pyar karo
main nashe hu
itna na mujhse pyar karo
main nashe hu
Lyrics of Aahista Kijiye Baate - आहिस्ता कीजिये बातें धड़कने कोई सुन रहा होगा
aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hogaaur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga
labz girne na pae hantho se wakt ke haath inko chun lenge
kaan rakhte hai ye daro deewar raaz ki saari baat sun lenge
aur aahista kijiye baatein
aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigah dohrae
aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigah dohrae
apne charo taraf ki ye duniya saans ka shor bhi
na sun pae na sun pae
aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga
labz girne na pae hantho se wakt ke haath inko chun lenge
kaan rakhte hai ye daro deewar
raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein
aaj itne karib aa jao dooriyon ka kahin nisha na rahe
aaj itne karib aa jao dooriyon ka kahin nisha na rahe
aise ek dooje me gum ho jae fasla koi darmiya
na rah jae na rah jae aur aahista kijiye baatein
dhadkane koi sun raha hoga labz girne na pae hantho se
wakt ke haath inko chun lenge
kaan rakhte hai ye daro deewar
raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein
Lyrics of Chand Ke Baad Sitaaron Ki - चाँद के बाद सितारों की, तरफ क्या देखूँ
chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhunchand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun
tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun
chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun
pyar ke nam pe hanste, hue mar jana hai
pyar ke nam pe hanste, hue mar jana hai
dubna hai to kinaro ki, taraf kya dekhun
dubna hai to kinaro ki, taraf kya dekhun
tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun
chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun
tu meri ruh me, rango ki tarah barsi hai
tu meri ruh me, rango ki tarah barsi hai
ab sawan ke nazaron ki, taraf kya dekhun
ab sawan ke nazaron ki, taraf kya dekhun
tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun
chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun
jab khile phul to maine, tujhe socha hai bahut
jab khile phul to maine, tujhe socha hai bahut
aankh utha kar bahaaro ki, taraf kya dekhun
aankh utha kar bahaaro ki, taraf kya dekhun
tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun
chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun
Lyrics of Chitthi Aai Hai Aai Hai Chitthi Aai Hai - चिट्ठी आई है आई है, चिट्ठी आई है
chithi aai hai aai haichithi aai hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi hai vatan se chithi aayi hai
bade dino ke bad, ham bevatano ko yad
bade dino ke bad, ham bevatano ko yad
vatan ki mitti aai hai, chithi aai hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi hai vatan se chithi aayi hai
upar mera nam likha hai,
andar ye paigam likha hai
o parades ko jane vale,
laut ke phir na ane vale
sat samudar paar gaya tu
hamko zinda mar gaya tu
khun ke rishte tod gaya tu
ankh me aansu chhod gaya tu
kam khaate hai kam sote hai
bahut zyada ham rote hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi hai vatan se chithi aayi hai
suni ho gai shahar ki galiya
kante ban gai bag ki kaliya
kahate hai savan ke jhule
bhul gaya tu ham nahi bhule
tere bin jab aai divali,
dip nahi dil jale hai khali
tere bin jab aai holi,
pichakari se chhuti goli
pipal suna panaghat suna ghar
shamashan ka bana namuna
fasal kati aai baisakhi
tera aana rah gaya baki
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi hai vatan se chithi aayi hai
kaagaz me chehara dikhata tha
band hua ye mel bhi ab to
khatam hua ye khel bhi ab to
doli me jab baithi bahana
rasta dekh rahe the naina
mai to bap hun mera kya hai
teri maa ka hal bura hai
teri bivi karti hai seva
surat se lagati hai beva
tune paisa bahut kamaya
is paise ne desh chhudaya
desh paraya chhod ke aaja
panchi pinjara tod ke aaja
desh paraya chhod ke aaja
panchi pinjara tod ke aaja
aaja umar bahut hai choti
apane ghar me bhi hai roti
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi hai vatan se chithi aayi hai
bade dino ke bad, ham bevatano ko yad
vatan ki mitti aai hai, chithi aai hai
chithi aai hai aai hai
chithi aai hai
chithi hai vatan se chithi aayi hai
bade dino ke bad, ham bevatano ko yad
vatan ki mitti aai hai, chithi aai hai
Lyrics of Thodi Thodi Piya Karo - थोड़ी थोड़ी पिया करो
ye intezaar galat ki shaam ho jaayejo ho sake to abhi dor jaam ho jaaye
mujh jaise rind ko bhi toone hashar mein
ya rab bula liya hai
to kuchh intezaam ho jaaye
huyi mehengi bahot hi sharaab
ke thodi thodi piya karo
piyo lekin rakho hisaab
ke thodi thodi piya karo
huyi mehengi bahot hi sharaab
ke thodi thodi piya karo
gum ka daur ho ya ho khushi sama
bandhati hai sharaab
gum ka daur ho ya ho khushi sama
bandhati hai sharaab
gum ka daur ho ya ho khushi sama
bandhati hai sharaab
ek mashwara hai janaab
ke thodi thodi piya karo
huyi mehengi bahot hi sharaab
ke thodi thodi piya karo
dil ke zakhm ko sina kya
pine ke liye jina kya
dil ke zakhm ko sina kya
pine ke liye jina kya
dil ke zakhm ko sina kya
pine ke liye jina kya
phunk daale jigar ke sharaab
ke thodi thodi piya karo
huyi mehengi bahot hi sharaab
ke thodi thodi piya karo
dilbar ki baato mein nasha zulfon mein
nasha aankhon me nasha
dilbar ki baato mein nasha zulfon mein
nasha aankhon me nasha
dilbar ki baato mein nasha zulfon mein
nasha aankhon me nasha
maiy se simad ke uska shabaab
ke thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo
ke thodi thodi piya karo
huyi mehengi bahot hi sharaab
ke thodi thodi piya karo
piyo lekin rakho hisaab
ke thodi thodi piya karo
Lyrics of Chandi Jaisa Rang Hai Tera Sone Jaise Baal - चांदी जैसा रंग है तेरा सोने जैसे बाल
chaandi jaisaa rag hai teraa sone jaise baalik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
jis raste se tu gujare vo phulo se bhar jaaye
jis raste se tu gujare vo phulo se bhar jaaye
tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaaye
jo patthar to chhu le gori vo hiraa ban jaaye
tu jisako mil jaaye vo
tu jisako mil jaaye vo ho jaaye maalaamaal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
chaandi jaisaa rag hai teraa sone jaise baal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
jo berag hai usape kyaa kyaa rag jamaate log
jo berag hai usape kyaa kyaa rag jamaate log
tu naadaan na jaane kaise rup churaate log
nazare ji ji bhar ke dekhe aate jaate log
chhail chhabili raani thodaa
chhail chhabili raani thodaa ghunghat aur nikaal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
chaandi jaisaa rag hai teraa sone jaise baal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
chaandi jaisaa rag hai teraa sone jaise baal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
ik tu hi dhanavaan hai gori baaki sab kagaal
ghazal lyrics of MirzaGhalib
Ghazal by Mirza Ghalib – Mujh ko shikast-e-dil ka maza yaad aa gaya
Mujh ko shikast-e-dil ka maza yaad aa gaya
Tum kyon udas ho kya yaad aa gaya
kehne ko zindagi thi bahut mukhtasar magar
kuch yun basar hui ke khuda yaad aa gaya
Waiz salam le ke chala maikade ko main
Firdaus-e-gumshuda ka pata yaad aa gaya
Barase bagair hi jo ghata ghir ke khul gai
Ek bewafa ka ahd-e-wafa yaad aa gaya
Mangenge ab dua ke use bhool jayen hum
Lekin jo wo bevaqt-e-dua yaad aa gaya
Hairat hai tum ko dekh ke masjid mein ae ‘Ghalib’
Kya baat ho gai jo khuda yaad aa gaya
Aa ki meri jaan ko qarar nahin hai
MIRZA GHALIBaa ki mirī jaan ko qarār nahīñ hai
tāqat-e-bedād-e-intizār nahīñ hai
dete haiñ janna