Best Hindi Songs to Dedicate To Your Husband List
Hindi Songs to Dedicate To Husband List
Hello kaise hai aap sab ummed karta hoo ki aap sab theek hi honge. Aaj ki iss post me mai aapko aise gaano ki list dene jaa raha hoo jisme aise gaane hai jo aap apne Husband ko dedicate kar sakti hai.
Bahut acche acche gaane maine research karke ikhatta kiye hai jo aap old hindi songs jo aap dedicate kar sakti hai.
Maine isme naye aur puraane dono tarha ke gaane shamil kiye hai aapko jo songs pasand aaye aap wo dedicate kar sakti hai.
Agli baar mai ek list banaunga aise songs ki jo aap apne Lover, Boyfriend, Girlfriend, Father, Mother, Sister, Brother Wifi etc lagbhag sabhi ke liye mai alag alag dedicated songs ki list banaunga.
Love Songs for Husband in Hindi
- O Saathi Re Tere Bina Bhi Kya Jeena
- Kora Kagaz Tha Ye Mann Mera
- Achha Ji Main Hari Chalo
- Pal Pal Dil Ke Paas
- Aap Ki Nazron Ne Samjha
- Tum Jo Chale Gaye To Hogi Badi Kharabi
- Milti Hai Zindagi Mein
- Hum Bane Tum Bane
- Zindagi Ki Na Toote Ladi
- O Mere Sona Re Sona Re Sona Re
- Jhilmil Sitaron Ka Aangan Hoga
- Abhi Na Jao Chhod Kar
- Hum Bhool Gaye Re Har Baat
- Mere Mitwa Mere Meet Re
- Ajeeb Dastan Hai Yeh
- Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam
- Tu Mera Jaanu Hai
- Ankhiyon Ke Jharokhon Se
- Wada Karo Nahin Chodoge Tum Mera Saath
- Chaudhvin ka chand ho
- Main Duniya Bhula Dungi
- Tu Meri Zindagi Hai
- Saanson Ki Zaroorat
- Adayein Bhi Hain
- Tu Shayar Hai Mein Teri Shayari
- Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
- Hum Tere Bin Kahin Reh Nahin Paate
- Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam
- Saaton Janam Mein
- Yeh Dua Hai Meri Rab Se
- Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Ata Hai
Hindi Romantic Songs To Dedicate To Husband
- Tere Bina Zindagi Se Koi Shikwa { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Tere bina jindagi se koi, shikawa to nahinShikawa nahin, shikawa nahin, shikawa nahin
Tere bina jindagi bhi lekin jindagi to nahin
Jindagi nahin, jindagi nahin, jindagi nahin
Kaash aisa ho, tere kadamon se, chun ke mnzil chale
Aur kahin, dur kahin
Tum gar saath ho, mnzilon ki kami to nahin
Ji men ata hai, tere daaman men sar chhupa ke ham
Rote rahen, rote rahen
Teri bhi ankhon men ansuon ki nami to nahin
- Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand NiklaJaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Yeh Naina Bin Kaajal Tarse
Baara Mahine Baadal Barse
Suni Rab Ne Meri Fariyaad
Suni Rab Ne Meri Fariyaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla
Maine Tumko Aate Dekha
Apni Jaan Ko Jaate Dekha
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaar
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaar, Gali Mein Aa Chaand Nikla
- Fool Tumhe Bheja Hai Khat Main { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
ful tumhe bhejaa hain khat me, ful naheen meraa dil hainpiayatam mere muz ko likh do, kyaa ye tumhaare kabil hain
neend tumhe to aatee hogee, kyaa dekhaa tum ne sapanaa
aankh khulee to,tanahaee thee, sapanaa ho naa sakaa apanaa
tanahaee hum door karenge, le aao tum shahanaaee
praeet badhaakar bhool naa jaanaa, praeet tumhee ne sikhalaayee
- Fir Chhidi Raat Baat Fulon Ki { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
fir chhidee raat baat fulon keeraat hain yaa baaraat fulon kee
ful ke haar, ful ke gajare
shaam fulon kee, raat fulon kee
aap kaa saath saath fulon kaa
aap kee baat baat fulon kee
ful khilate rahenge duniyaan me
roj nikalegee, baat fulon kee
najare milatee hai, jaam milate hai
mil rahee hai, hayaat fulon kee
ye mahakatee huyee gajal makhadum
jaise seharaa me, raat fulon kee
- Din mahine sal gujarte jayenge
Ham pyar me jite pyar me marte jayenge
Dekhenge, dekh lena
Dekhenge, dekh lena
Din mahine sal gujarte jayenge
Ham pyar me jite pyar me marte jayenge
Dekhenge, dekh lena
Dekhenge, dekh lena
Ham pyar me jite pyar me marte jayenge
Dekhenge, dekh lena
Dekhenge, dekh lena
Din mahine sal gujarte jayenge
- Mat sharamao aa jao
Mat sharamao aa jao meri banho meDekho apani tasvir meri nigaho me
Kya huwa gar kante hain apani raho me
Apani raho me
In raho me phul bikharate jayenge
Ham pyar me jite pyar me marte jayenge
Dekhenge, dekh lena
Dekhenge, dekh lena
Tum ko hamne man liya rab tum jano
Tum ko hamne man liya rab tum jano
Ham yeh jane baki sab tum jano
Kya kehna hai kya nahee yeh abb tum jano
Abb tum jano
Tum jo kahoge ham woh karte jayenge
Ham pyar me jite pyar me marte jayenge
Dekhenge, dekh lena
Dekhenge, dekh lena
Dukh sukh kaa sathi ha jee, ha jee tumhen banaya hai
Dukh sukh kaa sathi ha jee, ha jee tumhen banaya hai
Hamne jiwan kaa sajhi ha jee tumhe banaya hai
- Dil Deewana bin sajna ke { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Dil deewana bin sajna keMaane na
Dil deewana bin sajna ke
Maane na
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Dhak dhak bole it ut dole
Din raina
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Duniya maange apni muraadein main to maangoon saajan
Duniya maange apni muraadein main to maangoon saajan
Rahe salaamat mera sajna aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se kuchh bhi chaahe na
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Jee ye chaahe banake aanchal tumko lapetoon tan pe
Jee ye chaahe banake aanchal tumko lapetoon tan pe
Kabhi ye sochoon main ud jaoon tumko liye gagan pe
Aur bhi kuchh hain dil ke iraade kya kehna
- Chudi Maza Na Degi { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Chudi maza na degi kangan maza na degatere bagair saajan saawan maza na dega
chudi hoy
Chudi maza na degi kangan maza na dega
samjhaa rahi hoon tujhko baabul se maang le mujhko
ghar apane le chal sajanaa doli me bithaake mujhko
do phool na khile toh aangan maza na dega
chudi hoy
Chudi maza na degi kangan maza na dega
tere bagair saajan saawan maza na dega
Chudi maza na degi kangan maza na dega
pardes ja ke sajan na lana meri sautan
dil pe na zulm karnaa mar jayegi ye jogan
- Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
bedardi baalama tujhko mera mann yaad karta haibarasta hai jo aankhon se vo saavan yaad karata hai
kabhi ham saath guzare jin sajeeli rehguzaaron se
fiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaaron se
ye raahen yaad karti hain ye gulshan yaad karta hai
koi jhonka hava ka jab mera aanchal udaata hai
gumaan hota hai jaise tu mera daaman hilaata hai
kabhi chooma tha jo toone vo daaman yaad karta hai
- Baahon Mein Chale Aao { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Baahon mein chale aaoHo, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahin milan
Yeh sang hai umar bhar ka
Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Mm, oh, chale hi jaana hai
Nazar churaake yun
Phir thaami thi saajan tumne
Meri kalaayi kyoon, hm
Chale hi jaana hai
Nazar churaake yun
Phir thaami thi saajan tumne
Meri kalaayi kyoon
Kisi ko apna banaake chhod de
Aisa koi nahin karta
Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Kabhi kabhi kuch to
Kaha piya humse
Ke kam se kam aaj to khulke
Milo zara humse, hm
Kabhi kabhi kuch to
Kaha piya humse
Ke kam se kam aaj to khulke
Milo zara humse
Hai raat apne, jo tum ho apne
Kisi ka phir hamein darr kya
Baahon mein chale aao
Oh, humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahin milan
- Ankhiyon Ko Rehne De { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Tootke dil ke tukde tukde ho gaye mere seene meinAa gale lagke mar jaaye
Kya rakha hai jeene mein
Ankhiyon ko rehne de ankhiyon ke aas paas
Door se dil ki bujhti rahe pyaas
Ankhiyon ko rehne de ankhiyon ke aas paas
Door se dil ki bujhti rahe pyaas
Ankhiyon ko rehne de
Aah, aah
Dard zamaane mein kam nahin milte
Sab ko mohabbat ke gham nahin milte
Tootne waale dil
Tootne waale dil hote hain kuch khaas
Door se dil ki bujhti rahe pyaas
Ankhiyon ko rehne de
Reh gayi duniya mein naam ki khushiyaan
- Ab To Hain Tum Se { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
ab to hain tum se, har khushee apaneetum pe maranaa hai, jindagee apanee
Jab ho gayaa tum pe, ye dil diwaanaa
fir chaahe jo bhee kahe, hum ko jamaanaa
koee banaaye baaten, chaahe ab jitanee
tere pyaar mein badanaam door door ho gaye
tere saath hum bhee sanam mashahoor ho gaye
dekho kahaa le jaaye, bekhudee apanee
- Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
tumhari nazar kyon khafa ho gaikhata bakhsh do gar khata ho gai
hamara irada to kuchh bhI na tha
tumhari khata khud saza ho gai
saza hi sahi aj kuchh to mila hai
saza mein bhi ik pyar ka silasila hai
mohabbat ka kuchh bhi anjam ho
mulaqat ki ibtida ho gai
mulaqat par itane magarur kyon ho
hamarI khushamad pe majabur kyon ho
manane ki adat kahan pad gai
satane ki talim kya ho gai
satate na ham to manate hi kaise
tumhen apane nazadik late hi kaise
isi din ka chahat ko arman tha
qubool aaj dil ki dua ho gai
Best of Mukesh songs list Mukesh old sad songs
- Ab Mera Kaun Sahara { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
ab mera kaun saharamere balam mujhko na bhulana
ab mera kaun sahara
tujhse bichhadkar durr hui
milne se majboor hui
ro ro ke dil ne tujhko pukara
ab mera kaun sahara
tujhse milan ki aas lagi
naina ras ki pyas lagi
mujhko hai tera gam bhi pyara
ab mera kaun sahara
pankh lage udd jaaun main
lekin kaise aaun main
bebas hui kismat ne mara
ab mera kaun sahara
- Ab Mera Kaun Sahara { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
ab mera kaun saharamere balam mujhko na bhulana
ab mera kaun sahara
tujhse bichhadkar durr hui
milne se majboor hui
ro ro ke dil ne tujhko pukara
ab mera kaun sahara
tujhse milan ki aas lagi
naina ras ki pyas lagi
mujhko hai tera gam bhi pyara
ab mera kaun sahara
pankh lage udd jaaun main
lekin kaise aaun main
bebas hui kismat ne mara
ab mera kaun sahara
- Aawaaj Do Hum Ko { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
aawaaj do hum ko, hum kho gaye hainkab nind se jaage, kab so Gaye
mar jaayenge hum agar door tum se ho gaye
tum se nigaahe chaar karane lage
hum jindagee se pyaar karane lage
darate naa the maut se ab magar darane lage
saawan kee is pahalee barasaat me
sab dekh le sapane yek raat me
kat jaaye naa jindagee, yek hee mulaakaat me
- Aapki Nazron Ne Samjha { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil MujheDil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha
Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
dil ki ai dhadkan thaher ja, mil gayee manzil mujhe z
Aapki Nazron Ne Samjha ...
Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
Kyon Main Toofaan Se Darun Mere Saahil Aap Hain
Koi Tufanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...
- Aap Ki Aankhon Mein { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
MALEAap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Lab hile to mogare ke phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahin
Bevaja taarif karna aap ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke yeh naye andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
O, aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
- Aaja Piya Tohe Pyaar Doon { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Aaja piya tohe pyaar doon, gori baiyyaan tope vaar doonKis liye tu, itna udaas
Sukhe sukhe honth, ankhiyon me pyaas
Kis liye kis liye ho,
Aaja piyaa ..
Jal chuke, hain badan kayi
Piya isii aag mein
Thake hue in haathon ko
Dede mere haath mein
Ho, sukh mera lele, main dukh tere leloon
Main bhi jiyoon tu bhi jiye ho,
Aaja piya tohe pyaar doon, gori baiyyaan tope vaar doon
Hone de re jo ye julmi hai, path tere gaaon ke
Palkon se chun daloongi main,
Kaante teri raahon ke
Ho, laat bikhraye chunariya bichhaye
Baithi hoon main tere liye ho,
Aaja piya..
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Tumhen kyaa bataaoon ke tum mere kyaa ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho
Main aasha ki ladiyaan, na rah rah piroti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..
- Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Karvatein Badalte Rahe Saari Raat HumAap Ki Kasam ...
Gham Na Karo Din Judaai Ke Bahut Hain Kum
Aap Ki Kasam ...
Yaad Tum Aate Rahe Ek Hook Si Uthti Rahi
Neend Mujhse Neend Se Maein Bhaagti Chhupti Rahi
Raat Bhar Bairan Nigodi Chandni Chubhti Rahi
Aag Si Jalti Rahi Girti Rahi Shabnam
Aap Ki Kasam ...
Jheel Si Aankhon Mein Aashiq Doobke Kho Jayega
Zulf Ke Saaye Mein Dil Armaan Bhara So Jayega
Tum Chale Jaao Nahin To Kuchh Na Kuchh Ho Jayega
Dagmaga Jayenge Aise Haal Mein Kadam
Aap Ki Kasam ...
- Lag Ja Gale { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Lag Jaa Gale K PhirHaseen Raat Ho Na HoLag Jaa Gale K Phir Haseen Raat Ho Na Ho Shaayad Phir Is Janam mein
Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale se he...
Humko Mili Hain Aaj Yeh Ghadiyaan Naseeb Se
Jee Bhar Ke Dekh Lijiye Humkok Qareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein Yeh raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale se he...
Paas Aayiye Ke hum Nahi Aayenge Baar Baar
Baahain Gale Mein Daal Ke Hum Ro le zaar zaar
Aankhon Se Phir Yeh Pyaar Ki Barsaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale K Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale se he..
- Gata Rahe Mera Dil { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Gata Rahe Mera Dil, Tu Hi Meri Manzil,Kahi Bete Na Na Ye Ratein, Kahi Bete Na Na Ye Din –
Pyar Karane Waale Are Pyaar hi Karenge
Jalane Waale Chaahe Jal Jal Marenge
Milke Jo Dhadake Hain Do Dil Haradam Ye Kahenge
Kahi Bete Na Na …
O Mere Hamarahi, Meri Baah Thame Chalana,
Badale Duniya Saari, Tum Na Badalana
Pyaar Hame Bhii Sikhala Degaa, Garadish Mein Sambhalana,
Kahi Bete Na Na …
Duriyaa Ab Kaisi, Are Shaam Jaa Rahi Hai,
Hamako Dhalate Dhalate Samajhaa Rahi Hai,
Aati Jaati Saans Jane Kab Se Gaa Rahi Hai
Kahi Bete Na
- Chookar Mere Mann Ko { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Album: chookar mere mann koChookar Mere Mann Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Chookar Mere Mann Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Badla Yeh Mausam
Lagey Pyaara Jag Saara
Chookar Mere Mann Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Badla Yeh Mausam
Lagey Pyaara Jag Saara
Tu Jo Kahe Jeevan Bhar
Tere Liye Main Gaauun
Geet Tere Bolon Pe
Likhta Chala Jaaoon
Mere Geeton Mein
Tujhe Dhoonde Jag Saara
Chookar Mere Mann Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Badla Yeh Mausam
Lagey Pyaara Jag Saara...
Aaja Tera Aanchal Yeh
Pyaar Se Main Bhar Doon
Khushiyan Jahan Bhar Ki
Tujhko Nazar Kar Doon
Tu Hi Mera Jeevan
Tu Hi Jeene Ka Sahara
Chookar Mere Mann Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Badla Yeh Mausam
Lagey Pyaara Jag Saara
- Humein Tumse Pyaar Kitna { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Hame tumse pyaar kitna Yeh Hum Nahi Jaante.e.e.Magar.. jee nahi sakte tumha..reee binaa..
Humein Tumse Pyaar Kitna,
Yeh Hum Nahi Jaante
Magar jee nahin sakte, tumhare bina,
Hume tumse pyaar...
Suna Gham judaai Ka, Uthaate Hai Log
Jaane Zindagi... Kaise, Bitaate Hai Log
Din Bhi Yaha To Lage, Baras Ke Samaa..aann,
Humein Intezaar Kitna, Yeh Hum Nahi Jaante,
Magar Jee Nahi Sakte, Tumhare Bina,....
Humei Tumse Pyaar...
Tumhe Koi Aur Dekhe to jalta Hai dil,
Badi Mushkilo Se Phir, Sambhalta Hai
Kya Kya Jatan Karte Hai, Tumhe Kya Pata,..aaa
- Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yuhin Nahin Dil Lubhaata Koi..
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yuhin Nahin Dil Lubhaata Koi..
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Ke Yoohin Mile Rahenge Dono
Vaada Raha Ye Is Shaam Ka
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yuhin Nahin Dil Lubhaata Koi..
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yuhin Nahin Dil Lubhaata Koi..
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yuhin Nahin Dil Lubhaata Koi..
Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yuhin Nahin Dil Lubhaata Koi..
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
- "Tu Jahan Jahan Chalega" { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
too jahaa jahaa chalegaa, meraa saayaa saath hogaameraa saayaa, meraa saayaa, meraa saayaa, meraa saayaa
kabhee muz ko yaad kar ke jo bahenge tere aansoo
to wahee pe rok lenge unhe aa ke mere aansoo
too jidhar kaa rukh karegaa, meraa saayaa saath hogaa
too agar udaas hogaa, to udaas rahoongee main bhee
najar aaoo, yaa naa aaoo tere paas rahoongee main bhee
too kahee bhee jaa rahegaa, meraa saayaa saath hogaa
main agar bichhad bhee jaaoo, kabhee meraa gam naa karanaa
meraa pyaar yaad kar ke, kabhee aankh nam naa karanaa
too jo mood ke dekh legaa, meraa saayaa saath hogaa
mere gam rahaa hain shaamil tere dukh mein, tere gam mein
mere pyaar ne diyaa hain, teraa saath har janam mein
too koee janam bhee legaa, meraa saayaa saath hogaa
- Chalo Tumko Lekar Chale
Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai
Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale
Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai
Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale
Hum Un Fizao Mein
Deti Sarsarati In Hawaon
Ke Sang Aao Paas Mere Aana
Sapno Ka Safar
Hai Mere Dil
Ka Yeh Bhawar
Hai Is Mein Doob Jana
Zarasa Tanha
Chupata Ab Mil Gaya
Jahan Meetha Nasha
Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar
Chale Hum Un Fizao Mein
Madham Roshni Hai Aur
Chanchal Chandni Hai Chale Aaona
Shabnam Si Chuban Hai
Aur Mehka Sa Milan
Hai Door Jao Na
Sahana Sahana
Tumhara Sach Ho Gaya
Jahan Meetha Nasha Hai
Taaron Ke Chaaon Mein
- Meri Sanson Ko Jo Mahka Rahi Hai { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Meri saanson ko jo mahaka rahi haiYe pahale pyaar ki khushabu
Teri saanson se shaayad a rahi hai
Shuru ye silasila to usi din se hua tha
Achaanak tune jis din mujhe yun hi chhua tha
Lahar jaagi jo us pal tanabadan men
Wo man ko aj bhi bahaka rahi hai
Bahot tarasa hai ye dil tere sapane saja ke
Ye dil ki baat sun le, meri baahon men ake
Jagaakar anokhi pyaas man men
Ye mithhi ag jo dahaka rahi hai
Ye ankhe bolati hain, jo ham na bol paae
Dabi wo pyaas man ki najr men jhilamilaae
Hothhon pe tere halki si hnsi hai
Meri dhadkan bahakati ja rahi hai
- Yeh Aankhe Dekh Kar Hum Sari { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Ye ankhen dekhakar ham saari duniya bhul jaate hainInhe paane ki dhun men har tamanna bhul jaate hain
Tum apani mahakimahaki julf ke pechon ko kam kar do
Musaafir in men ghirakar apana rasta bhul jaate hain
Ye baanhen jab hamen apani panaahon men bulaati hain
Hamen apani kasam ham har sahaara bhul jaate hain
Tumhaare narmonaajuk honthh jis dam muskuraate hain
Bahaaren jhenpati hain, ful khilana bhul jaate hain
Bahot kuchh tum se kahane ki tamanna dil men rakhate hain
Magar jab saamane ate hain, kahana bhul jaate hain
Mohabbat men zubaan chup ho to ankhen baat karati hain
Wo kah deti hain sab baaten jo kahana bhul jaate hain
- Dhire Dhire Machal Ae DileBeqaraar { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Dhire dhire machal ai dilebekaraar, koi ata haiYun tadp ke na tadapa mujhe baar baar, koi ata hai
Usake daaman ki khushabu hawaaon men hai
Usake qadamon ki ahat fazaaon men hai
Mujhako karane de, karane de solah singaar
Mujhako chhune lagi usaki parachhaaiyaan
Dil ke nazadik bajati hain shahanaaiyaan
Mere sapanon ke angan men gaata hai pyaar
Ruthh ke pahale ji bhar sataaungi main
Jab manaayenge wo, maan jaaungi main
Dil pe rahata hai aise men kab ikhtiyaar
- Sajna Hai Mujhe Sajna Ke Liye { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Sajana hai mujhe sajana ke lieJara ulajhi laten snwaar lun
Har ang ka rng nikhaar lun
Paani pade tan pe to shola nikale
Jaane kaisi agan men badan jale
Dinabhar ki thakaan utaar lun
Har ang ka rng nikhaar lun
Angang dho lun jara malmal ke
Ful si mahak uthhun main khil ke
Titali se pnkh udhaar lun
Har ang ka rng nikhaar lun
Sajdhaj ke main jara banthhan ke
Baan chalaaungi nainan ke
Aina jara nihaar lun
Khud apani najr utaar lun
Ki main to saj gi re sajana ke lie
- Tere Liye Palkon Ki Jhalar Bunu { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Tere lie palakon ki jhaalar bununKaliyon sa gajare men baandhe firun
Dhup lage jahaan tujhe chhaaya banun, aja saajana
Mahaki mahaki ye raat hai
Bahaki bahaki har baat hai
Laajo marun, jhume jiya, kaise ye main kahun, aja saajana
Naya naya snsaar hai,
Tu hi mera ghar baar hai
Jaisa rakhe khushi khushi, waise hi main rahun, aja saajana
Pyaar mera teri jit hai
Sabase achchha mera mit hai
Tere lie roun piya, tere lie hnsun, aja saajana
- Tera Saath Hai To { Old Hindi songs to dedicate to Husband }
Tera saath hai to mujhe kya kami haiAndhero se bhi mil rahi roshani hai
Kuchh bhi nahin hai to koi gam nahin hai
Har ek bebasi ban gayi chaandani hai
Tuti hai kashti, tej hai dhaara
Kabhi na kabhi to milega kinaara
Bahi ja rahi ye samay ki nadi hai
Ise paar karane ki asha jagi hai
Har ik mushkil saral lag rahi hai
Mujhe jhopadi bhi mahal lag rahi hai
In ankhon men maana nami hi nami hai
Magar is nami par hi duniya thami hai
Mere saath tum muskura ke to dekho
Udaasi ka baadal hata ke to dekho
Kabhi hai ye ansu, kabhi ye hnsi hai
Mere hamasafr bas yahi jindagi hai